Kia Gana ya kisi bhi qisam ka music sunn na gunah.e.kabeera hai??
G han:
gana ya kisi bhi qisam ka gana sun na kabeera gunah hai. Yr kabeera gunah kia hota hai?
YAD RAKHIE:
Gunahon ki do qismen hoti hain eik kabeera Guna or eik Sagheera Gunah....
Actually
Sagheera ka lughvy mani hain chote key...to Gunah.e. Saghira ka matlab howa k Chota gunaah..as it is...Kabira word kabir se nikla hai jis ka matlab hai bht bara...
SO,
Gana sunna ya kisi bhi qisam ka music sunn na Kabira Gunah(Buhat bara gunah) hai
EIK WAQIA:
Sahaba.e.Karam eik waqia byan farmate hain k eik dafa HAZOOR AKRAM (S.A.W.) eik wadi main se guzar rahe the to eik BADDO (dehati) eik musci k alley se bara shandaar gana ga raha tha.App S.AW.W ne jab awaaz suni to apne kanoon main unglian dal dien ( ta k awaaz na aie) Thori door jane k bad farmia k Awaaz khatan ho gi to sahab.e.karam ne farmaya hain to phir apne kanoon se unglian nikalien.
SAZA:
Gana sunn ne ya music sunn ne ke bare main bht bari wa'eed aie hai
eik ravayat hai k (MAFHOOM) app S.A.W.W ne farmaya k gana or ghibat sunn ne wale k kaan main PIGHLA howa SEESA dala jaie ga....
YE sunn na to bht ASAAN hai but banda agar soche k ye aag jo dunya main hai Jahannum ki aag is se SATTAR (70 times) kam hai ham is main sona, chandi , loha or seesa waghera pighalte hain but JAHANNUM ki aag e pighla howa seesaa.......
No comments:
Post a Comment